Roman script

ye duniya hai sab prem ki

tu prem kiye ja

ye duniya hai sab prem ki

tu prem kiye ja

ha prem kiye ja, duniya me jiye ja

ha prem kiye ja, duniya me jiye ja

o desh ke raja

tere hath me baja, tere hath me baja

o chaand ki raani

teri mast jawani, teri mast jawani

tu chaand mere dil ka hai

aankho ka hai tara

mamta ne kiya phul me chhip chhip ke ishara

sandesh mujhe chupke se pardo me diye ja

o chaand ki raani

o desh ke raja

o chaand ki raani, aaja, aaja, aaja

main aati to hun par tu mujhe chhed na dena

main aati to hun par tu mujhe chhed na dena

o baanke lutere, o baanke lutere

tu kahi lut na lena

tu kahi lut na lena

ha chhed na dena, mujhe lut na lena

ha chhed na dena, mujhe lut na lena

mohabbat sharaab aur mohabbat jawani

mohabaat jawani, jawani diwaani

behoshi ke mausam me, behoshi ke mausam me

lagataar piye ja, lagataar piye ja

aur yun hi jeeye ja, aur yun hi jeeye ja

aur yun hi jeeye ja, aur yun hi jeeye ja

Explore this song