Roman script

ye duniya hai babu badi beiman badi beiman

maine kaha meri juba meri juba badi beiman

koi kahe karle iska bhala na tere dil ko aise jala

sadiyo ka dastur aisa chala ye to sikhata hai jiwan jala

chup chup ke anhkiya kya kahti hai 

ye duniya hai babu badi beiman badi beiman

man ka andhera badha ja raha dil se bharosa chala ja raha

apna na koi nazar aa raha dar se ye insan ghabra raha

soya kaha hai soya kaha hai are bhagwan badi beiman

ye duniya hai babu badi beiman badi beiman

maine kaha meri juba meri juba badi beiman

ye duniya hai babu badi beiman badi beiman

ye duniya

Explore this song