Roman script

tu hai khushbu tu hai jadu

tu hai khushbu tu hai jadu

hey you ye dil tumpe aa gaya re baby

ye dil tumpe aa gaya 

tu hai khushbu tu hai jadu

hey you ye dil tumpe aa gaya re baby

ye dil tumpe aa gaya

kya khabar thi dilbar yu dil machal jayega

chahato ka jadu yu mujhpe chal jayega

tu bada hi dilchasb sathi hai 

yad teri har waqt aati hai

mera nahi mujhpe kabu

hey you ye dil tumpe aa gaya re baby

ye dil tumpe aa gaya

ye dil tumpe aa gaya

kya kashish hai tujhme tujhsa na koyi hasin

dard ye duri ka bardasht hota nahi

armano pe wo junun chhaya 

ab jake mujhko sukoo aya

mangu tujhe mai tujhe mangu

hey you ye dil tumpe aa gaya re baby

ye dil tumpe aa gaya

ye dil tumpe aa gaya

Explore this song