Roman script

ye dil hai ya shisha jo tuta, tuta 

mera yaar jab mujhse rutha, rutha

ye dil hai ya shisha jo tuta, tuta 

mera yaar jab mujhse rutha, rutha

dil me hai dard aankhe hai nam

dil me hai dard aankhe hai nam

kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam

ye dil hai ya shisha jo tuta tuta

mera yaar jab mujhse rutha, rutha

dil me hai dard aankhe hai nam

dil me hai dard aankhe hai nam

kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam

ye dil hai ya shisha jo tuta 

dahdkate mere dil ki dhadkan thi tum ho sanam bewafa

mai ji lunga dhadkan bina bhi agar mujhko jina pada

bina tere jina agar, jahar bhi hai o mere sanam

kasam teri ye jahar bhi aaj khush ho ke pi lenge hum

ye bahe bulati hai tujhko, tujhko

ye bahe bulati hai tujhko, tujhko

dil me hai dard aankhe hai nam

dil me hai dard aankhe hai nam

kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam

ye dil hai ya shisha jo tuta 

wafayi ka badla mujhe aaj kyu bewafayi mila

milan hoke hoti hai phir kyu batao judayi bhala

mukaddar mera mujhse rutha to iska nahi koi gam

mera yaar bhi mujhse chhuta to 

hans hans ke seh lenge hum

mujhe pyar do tum ya do na, do na

ye dil to hai bas ek khilona, khilona

dil me hai dard aankhe hai nam

dil me hai dard aankhe hai nam

kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam

ye dil hai ya shisha jo tuta 

dagar suni suni kahi bhi na manjil ka koi pata

na apni khabar mujhko jane mujhe aaj ye kya hua

tere pyar ko ae mere dil jo phir bhi sila na mila

tu apni hi dhun me chala chal kisi se na kar kuch gila

mohabbat ki manjil judayi, judayi

judayi mere naam aayi, aayi

dil me hai dard aankhe hai nam

dil me hai dard aankhe hai nam

kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam

ye dil hai ya shisha jo tuta, tuta 

mera yaar jab mujhse rutha, rutha

dil me hai dard aankhe hai nam

dil me hai dard aankhe hai nam

kaha kho gaye ho sanam, kaha kho gaye ho sanam

ye dil hai ya shisha jo tuta 

ye dil hai ya shisha jo tuta 

ye dil hai ya shisha jo tuta 

ye dil hai ya shisha jo tuta

Explore this song