Roman script

raat katati nahi, din gujarta nahi

raat katati nahi, din gujarta nahi

tere bin ab yaha chain aata nahi

ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa

aake mujhko bata 

raat katati nahi, din gujarta nahi

tere bin ab yaha chain aata nahi

ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa

aake mujhko bata 

raat katati nahi

tu mujhe chhod kar, dil mera tod kar

pyar ki raho me, is tarah chhod kar

chal diya hai kaha, rah gaya main tanha

tere bin zindagi, jaise ho ab saja

ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa

aake mujhko bata 

raat katati nahi

aankhe bhar aayi hai, ab tujhe soch kar

besabab bewajah, pher li kyu nazar

tujhse hoke juda, is tarah mai jiya

jis tarah dil mera, jiye dhadkan bina

ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa

aake mujhko bata 

raat katati nahi, din gujarta nahi

raat katati nahi, din gujarta nahi

tere bin ab yaha chain aata nahi

ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa

aake mujhko bata 

raat katati nahi

Explore this song