Roman script

ye dil bewafa se wafa kar raha hai
ye dil bewafa se wafa kar raha hai
haye dil dekho dil se kya kar raha hai 
ye dil bewafa se wafa kar raha hai 
apna hi dil apna dushman hua hai 
apno se apne juda kar raha hai
ye dil bewafa se wafa kar raha hai
haye dil dekho dil se kya kar raha hai 
khushiyon ke badle meri gam unke de de 
khuda se yehi dil dua kar raha hai 
ye dil bewafa se wafa kar raha hai 
haye dil dekho dil se kya kar raha hai
ye dil bewafa se wafa kar raha hai

Song details

Song video

Watch on YouTube