Roman script

yeh dhua dhua sa rahne do mujhe dil ki baat kahene do

main pagal deewana tera mujhe ishq ki aag main jalne do

yeh dhua dhua sa rahne do mujhe dil ki baat kahene do

main pagal deewana tera mujhe ishq ki aag main jalne do

yeh dhua dhua sa rahne do 

mujhe chu gai teri nazar mujhe hosh bhi nahi raha

kis aag mein jalne ka hai apna mazza apna mazza

bharle mujhe aagosh mein aa pass aa mere pass aa

aa pass aa yeh dhua dhua sa rahne do 

mujhe dil ki baat kahene do main pagal deewana tera

mujhe ishq ki aag main jalne do 

yeh dhua dhua sa rahne do 

yeh garmiya yeh narmiya kya baat hai is pyaas mein 

har waqt mein dubi rahu tere pyaar ke ahsas mein 

tapti hui is rakh mein mil jane de mujhe aag mein 

o meri dilruba 

yeh dhua dhua sa rahne do mujhe dil ki baat kahene do

main pagal deewana tera 

mujhe ishq ki aag main jalne do

yeh dhua dhua sa rahne do

Explore this song