Roman script

ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka 

aa aa aa aa aa aa 

ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka 

is dhage se bandhi hui hain, man mdhuban ki kaliya 

bandha dal se phul phul se bndhi hui hian kaliya 

ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka 

jaane kaha se aata hain, ye dhaga pata nahi 

jaane ant kaha hoga, iska bhi pata nahi 

kale dil ke jahar ko pita chalta hain 

tute dil ke ghav ko sita chalta hain 

aa aa aa sneh bhare sansaar ka 

ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka 

komal komal kaliya khil ke jhume rahe hain phul 

lo gulaal bankar udti hain is dharti ki dhul 

is dharti ki dhul 

bada madhur hain pyar ke dis dhage ka bndhan 

isme bndh kar nacha rahe hain  chhote bade sbhi man 

aa aa aa aa phul kali ke haar ka 

ye dhaga hain pyar ka, ye dhaga hain dular ka 

is dhage se bandhi hui hain, man mdhuban ki kaliya 

bandha dal se phul phul se bndhi hui hian kaliya 

ye dhaga hain pyar ka

Explore this song