Roman script

yeh desh hai veer jawano ka

albelon ka mastaano ka

is desh ka yaaron hoy

is desh ka yaaron kya kehna

yeh desh hai duniya ka gehna

yeh desh hai veer jawano ka

albelon ka mastaano ka

is desh ka yaaron hoy

is desh ka yaaron kya kehna

yeh desh hai duniya ka gehna

yahan chaudi chaati veeron ki

yahan bholi shaklen heeron ki

yahan gaate hain raanjhe hoy

yahan gaate hain raanjhe masti mein

masti hai jhoome basti mein

pedon pe baharen jhoolon ki

raaho me kataaren phoolon ki

yahan hasta hai saawan hoy

yahan hasta hai saawan baalon mein

khilti hai kaliyan gaalon mein

kahin dangal surkh jawaano ke

kahin kartab teer kamaano ke

yahan nit nit mele hoy

yahan nit nit mele sajte hain

nit dhol aur taashe bajte hain

nachle jawaniye nachle ni

nachle jawaniye nachle

nachle jawaniye nachle ni

nachle jawaniye nachle

nachle jawaniye nachle ni

nachle jawaniye nachle

nachle jawaniye nachle ni

nachle jawaniye nachle

ho

dilbar ke liye dildaar hain hum

dushman ke liye talwar hain hum

maindaan mein agar hum

maindaan mein agar hum dat jaaye

mushkil hai ke peeche hat jaayen

yeh desh hai veer jawano ka

albelon ka mastaano ka

is desh ka yaaron hoy

is desh ka yaaron kya kehna

yeh desh hai duniya ka gehna

yeh desh hai duniya ka gehna

yeh desh hai duniya ka gehna

yeh desh hai duniya ka gehna

yeh desh hai duniya ka gehna

Explore this song