Roman script

ye wo intjaar tha jiska ye 

wo sahar to nahi, ye dag dag ujala 

ye sahar to nahi jiski aarju lekar 

ye sahar to nahi jiski aarju lekar 

chale the yaar ke mil jayegi kahi na kahi

ye wo intjaar tha jiska ye 

wo sahar to nahi, ye dag dag ujala 

bahut ajeej thi lekin rukhe sahar ki lagan

bahut kari tha hasile nur ka daaaman 

subuk subuk thi tamnna dabi dabi thi takhal

wo intjaar tha jiska ye 

wo sahar to nahi, ye dag dag ujala 

abhi garaaniy shab mein kami nahi aayi

nijaat hoti wo dil ki ghadi nahi aayi

chale chalo ki wo manjil abhi nahi aayi

Explore this song