Roman script

apni mao bahno ki rahne de kalai nangi

apni mao bahno ki rahne de kalai nangi

tod de chudi wale ye chudiya satrangi

ye mal videshi leke is desh me aaye firangi

tod de chudi wale ye chudiya satrangi

ye mal videshi leke is desh me aaye firangi

barso ki gulami ki bediya hai

ye chudiya nahi hathkadiya hai

ye chudiya nahi hathkadiya hai

are bech ke khel khilone kya ye sarkar karegi

in paiso se fasi ke fande tyar karegi

are bech ke khel khilone kya ye sarkar karegi

in paiso se fasi ke fande tyar karegi

jab bichad rahe hai bete kya ma singar karegi

ye kurbani ki ghadiya hai

ye chudiya nahi hathkadiya hai

ye chudiya nahi hathkadiya hai

ye saman hai pyara ya apni laz hai pyari

dusman ka sath na dena mat karna ye gaddari

ye saman hai pyara ya apni laz hai pyari

dusman ka sath na dena mat karna ye gaddari

ghar se bahar galiyo me tu fek de chize sari

tu fek de chize sari sun aye bharat ki nari

sun aye bharat ki nari tu fek de chize sari

in sabko aag lagado in sabko aag lagado

har dil me josh jaga do vande matram vande matram 

bolo vande matram vande matram 

bolo vande matram vande matram 

vande matram vande matram 

vande matram vande matram 

bech ke khel khilone kya ye sarkar karegi

in paiso se fasi ke fande tyar karegi

jab bichad rahe hai bete kya ma singar karegi

kya ma singar karegi kya ma singar karegi

Explore this song