Roman script

ye chehra ye julafe jaadu sa kar rahe hai
tauba tauba aa aa tauba tauba aa
kano pe resham ki julafo ke ye saye 
haye haye re jaan chali jaye 
tauba tauba tauba tauba aise na dekho kasam se 
sharam se aankh jukh jaye haye re 
sans ruk jaye tauba tauba aa aa tauba tauba
ye chehera ye palke ye abruh jadu sa kar rahe hai
jadu sa kar rahe hai rahne do chhodo bhi jane do
hum tumse dar rahe hai hum tumse dar rahe hai
kajal ki dhar se kisi ka sir na kat jaye 
tauba tauba aa aa tauba tauba 
tanhayi me milna raste me kyu humko chhedte ho
kyu humko chhedte ho darte ho dunia se 
aashik se kyu aankhe ferte ho kyu aankhe ferte ho
dekho tamsha mohabbat na ban jaye
tauba tauba aa aa tauba tauba 
aise na dekho kasam se sharam se aankh jukh jaye 
haye re sans ruk jaye 
tauba tauba aa aa tauba tauba

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar

actor: Amitabh Bachchan, Rekha