Roman script

jo in hasino ko bhule se pyaar karte hai

unhi ke dil ko ye jalim shikaar karte hai

ye chand taare hame bekarar karte hai

ye chand taare hame bekarar karte hai

ae maut aa tera ham intajar karte hai

ae maut aa tera ham intajar karte hai

ye chand taare hame

nahi mitane se mitta nasib ka lekha

nahi mitane se mitta nasib ka lekha

mitanewale ko mitanewale ko

koshish hajar karte hai

ye chand taare hame bekarar karte hai

ham aur kya teri mahmani ab kare ae gham

ham aur kya teri mahmani ab kare ae gham

ye aansuo ka hai tohfa nisaar karte hai

ye aansuo ka hai tohfa nisaar karte hai

ae maut aa tera ham intajar karte hai

ae maut aa tera ham intajar karte hai

ye chand taare hame bekarar karte hai

Explore this song