Roman script

yaad teri bhulayi jaati hai 

dil ki duniya mitai jaati hai 

yaad teri bhulayin jaati hai 

dil ki duniya mitai jaati hai

jo kahani hansi hansi me bani 

jo kahani hansi hansi me bani

ab ro ro ke sunai jaati hai 

ab ro ro ke sunai jaati hai

yaad teri bhulayi jaati hai 

dil ki duniya mitai jaati hai

haye 

haye parwana isko kya jaane 

haye parwana isko kya  jaane 

shama kaise jalai jaati hai 

shama kaise jalai jaati hai 

yaad teri bhulayi jaati hai 

dil ki duniya mitai jaati hai

isko kahete hai 

isko kahete hai rasmo ulfat ki 

isko kahete hai rasmo ulfat ki    

jaan dekar nibhai jaati hai 

yaad teri bhulayi jaati hai 

dil ki duniya mitai jaati hai

Explore this song