Roman script

ye bhul bhule se kabhi

hum teri tamnna kar baithe

hum teri tamnna kar baithe

pachhtata hai ab dil rah rah kar

kya karna tha aur kya kar baithe

kya karna tha aur kya kar baithe

malum na tha le jayegi ye dil ki lagi

is manjil tak

hum ishq me itne mahar huye

kafir ko bhi sajda kar baithe

kafir ko bhi sajda kar baithe

kya tumne kaha kya humne suna

kyu raaz ye khulta gairo par

khud apni juba se hum apni 

ruswayi ka chrcha kar baithe

ruswayi ka chrcha kar baithe

ye bhul bhule se kabhi

hum teri tamnna kar baithe

hum teri tamnna kar baithe

pachhtata hai ab dil rah rah kar

kya karna tha aur kya kar baithe

kya karna tha aur kya kar baithe

Explore this song