Roman script

ye bhigi bhigi rate 
ye ghumad ghumad barsate
aise me dil pe kar le
do char nazar ki bate
baho me aake kho ja 
kho ja, kho, jau mai kaha 
ye jami ye jaha chhod ke
raah me mujhe chal diya 
karwa chhod ke, jau mai kaha
raat gujarti jaye aas nazar na aaye
ro na saku ab rote rote 
aankh bhi sharmaye, ho jau mai kaha 
ye jami ye jaha chhod ke
raah me mujhe chal diya 
karwa chhod ke, jau mai kaha
ye bhigi bhigi rate 
ye ghumad ghumad barsate
aise me dil pe kar le
do char nazar ki bate
baho me aake kho ja 
kho ja, kho ja, jau mai kaha 
ye jami ye jaha chhod ke
raah me mujhe chal diya 
karwa chhod ke, jau mai kaha
dard bhari tanhai yaad teri phir layi
chhed rahi hai khud afsane 
dur kahi shahnai, ho jau mai kaha 
ye jami ye jaha chhod ke
raah me mujhe chal diya 
karwa chhod ke, jau mai kaha
jau mai kaha

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Manna Dey