Roman script

ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka 

har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai

par gadbad gutale ka har kam hai

andho ko sujhe yaha dur ki aankh valo ko milta nahi rasta

sunta nahi koi majbur ki kisi ko kisi se nahi vasta

suno bhiya mera ye paygam hai suno bhiya mera ye paygam hai

bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka 

har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai

par gadbad gutale ka har kam hai aalu ko bole batata yaha 

namste ko kahte hai tata yaha amrud se bhi anda bda

yaha huye hai naye nam payda ye jisko bulaye si si si

hairat ka yaro har ek kam hai bambai shehar ka 

bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai

ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka 

har kam hai kahi rah bhaiya kahi bebi nanda

satte ki manin hai filmo ka dhanda jo lag jaye number 

ban jaye banda jo number na aaya to mangoge chanda

jara bachke rahna suno mera kahna

agar meri mano bura kam hai bambai shehar ka 

bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai

ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka 

har kam hai bijli se chalti yaha gadiya

taramo baso ka ajab sa hai khel 

jo kismat se inme jagha mil bhi jaye

to dhake pe dhaka nikal jaye tel badi bhid hai bada shor hai

magar kar valo ko aaram hai bambai shehar ka bada nam hai

par gadbad gutale ka har kam hai ye bambai shehar ka 

bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai

ye barli ka naka ye dadr ka circal yaha ka dikhaye tume ek ltka

divano ki toli hasino ki halchal nahi hai sharifo ko koi bhi khatka

nadan hai vo hairan hai jo hosiyar hai vo nakam hai

bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai

ye bambai shehar ka bada nam hai par 

gadbad gutale ka bada kam hai

jaha dekhta hu jidhar dekhta hu mai ladki ko ladka bana dekhta hu

aye mere bhagwan ye kya dekhta hu jamane ki ulti ada dekhta hu

ye bharat ki beti haya khoke baithi ab inko bachana tera kam hai

bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka 

har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai

par gadbad gutale ka har kam hai

Explore this song