Roman script

aatishe ishk ji jalati hai

ye bala jan hi par jati hai

ab khabar le ke har ghadi hamko

ye judayi bahut tadpati hai

ham tujhpe kis hawas ki falak just ju kare

dil hi nahi raha jo kuch aarzu kare

haye allah aalam ki takote or ye andaze bala

andaz wahi samjhe meri aah ka

jakhmi jo ho chuka ho kisi ki nigah ka

sitam hai subah ka aalam kaha hai

ab to aaja sitare ban gaye sabnam

sitare ban gaye sabnam kaha hai ab to aaja

shahar ka sham ka diwana tera bar bar aaya

nigahe naz idhar to dekh tera bekarar aaya

Explore this song