Roman script

ye baharo ka sama

chand taro ka sama 

kho na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama

chand taro ka sama 

kho na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama

aasma se rang banke, bah rahi hai chandni

aasma se rang banke, bah rahi hai chandni

bezubani ki zuban se, kah rahi hai chandni

jagti rut ka jaha, so na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama

chand taro ka sama 

kho na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama

raat ke hamrah dhalti, ja rahi hai zindagi

raat ke hamrah dhalti, ja rahi hai zindagi

sama ki surat pighalti, ja rahi hai zindagi

roshni bhujh kar dhua, ho na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama

chand taro ka sama 

kho na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama

aa zara hans kar, nigaho me nigahe dal de

aa zara hans kar, nigaho me nigahe dal de

hasrato ka karvaan, kho na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama

chand taro ka sama 

kho na jaye aa bhi ja

ye baharo ka sama

Explore this song