Roman script

ye baadal aasma pe kyu chhaye hai

ye baadal aasma pe kyu chhaye hai

taki hum dono premi ke bich rahe na duri

ye pyar bhara sandesha laye hai

o ye panchhi udte udte kya kah rahe hai

ye panchhi udte udte kya kah rahe hai

apni bhasha me bole hum bhed jiya ke khole

ye pyar jatane ke din aaye hai

gaalo ki ye laali phulo ne chura li

in julfo ki rangat se huyi ghataye kaali

gaalo ki ye laali phulo ne chura li

in julfo ki rangat se huyi ghataye kaali

chaal pe teri janejana jhume daali daali

ye sawan man me kaisi pyas jagaye hai

ye sawan man me kaisi pyas jagaye hai

khelo na aankh michauli

itni na bano tum bholi

dil aag bujhane ke ab aaye hai

l l la ru ru ru

ho ho ho l l la

niche bahti nadiya upar hai pahadi

na jane kyu fisle mere gore tan se sadi

niche bahti nadiya upar hai pahadi

na jane kyu fisle mere gore tan se sadi

tukur tukur kyu dekhe mora balma anadi

ye aanchal hawao me kyu lahraye hai

ye aanchal hawao me kyu lahraye hai

ye kahta hai lahra ke le ja doli ghar aake

ab mehandi rachane ke din aaye hai

ab mehandi rachane ke din aaye hai

o ab mehandi rachane ke din aaye hai

Explore this song