Roman script

ye bat bade hi raz ki hai 

ye bat bade hi raz ki hai ye bat zamana kya jane 

ye bat bade hi raz ki hai ye bat zamana kya jane 

jo gum hai sham ke sine me wo gum parwana kya jane

wo gum parwana kya jane wo gum parwana kya jane 

ye bat bade hi raz ki hai

gum hota agar tere dil me tere dil me ji tere dil me

gum hota agar tere dil me to hamko jalati kyu shama

to hamko jalati kyu shama 

jo aag lagana sikha ho jo aag lagana sikha ho

wo aag bujhana kya jane wo aag bujhana kya jane

wo aag bujhana kya jane ye bat bade hi raz ki hai

agar dawa hai ulfat ka to rakho pase ulfat bhi

hai jinka ishk sacha ho game dil kise kahte hai

mohabbat karne walo ki yahi to shan hoti hai

shama ki tarah jalte hai magar khamosh rahte hai

ye raz hai meri mahfil ka ye raz hai meri mahfil ka

koi begana kya jane koi begana kya jane 

aji koi begana kya jane jo gum hai sham ke sine me

wo gum parwana kya jane ye bat bade hi raz ki hai

agar ulfat na hoti to ye sina chak kyu hota

tere hi aag me parwana jal kar khak kyu hota

teri mahfil me yu to or bhi diwane aate hai

par apni jan dene ko fokat parwane aate hai

agar hum na hote ho tu bhi na hoti

agar hum na hote ho tu bhi na hoti

agar gul na hote ho gu bhi na hoti

agar gul na hote ho gu bhi na hoti

tere husn ka naz hai parwana tere ishk ka naz hai parwana

tere husn ka naz hai parwana tere ishk ka naz hai parwana

tera soz hai saz hai parwana teri aawaz hai parwana

tera soz hai saz hai parwana teri aawaz hai parwana

teri aan ban hai parwana teri shan shan hai parwana

teri aan ban hai parwana teri shan shan hai parwana

parwana parwana parwana 

magar fir bhi hasrat hai hua dil jispe diwana

usi bedard sham se hame samjha hai begana

ke jo aag lagana sikha ho wo aag bujhana kya jane

wo aag bujhana kya jane wo aag bujhana kya jane

ye bat bade hi raz ki hai

na to husn hai kam na to ishk hai kam

jab dono mile to pyar bana jab dono mile to pyar bana

gul bhi the kahi bulbul bhi kayi

jab dono mile guljar bana jab dono mile guljar bana

jab tak ye dunia kayam hai ulfat ka rahega afsana

ulfat ka rahega afsana

jab jab bhi shama roshan hogi aata hi rahega parwana

aata hi rahega parwana

tera husn rahe tera husn rahe mera ishk rahe

or pyar bhari takrar rahe or pyar bhari takrar rahe

chahe mai na rahu chahe mai na rahu

chahe tu na rahe par jinda hamara pyar rahe

par jinda hamara pyar rahe

jis dil me kisi ka ishk na ho wo ye afsana kya jane

wo ye afsana kya jane wo ye afsana kya jane

ye bat bade hi raz ki hai ye bat zamana kya jane

Explore this song