Roman script

aye ghunghru ki jhankar sunne walo

ab tute dil ke tar ki bhi jhankar suno

mahfil ki muskano me jhumne walo

mere aasuwan se bhigi aaj pukar suno

mere dil ki jali hai aaj holi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

mere dil ki jali hai aaj holi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

mere dil ki jali hai aaj holi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

ganga jaisa nirmal nishchal sukhi ek gaw tha

sukhi ek gaw tha

gaw rank dono barabar nahi bhedbhaw tha

nahi bhedbhaw tha

uske gun gaau labo se dunia doli

kaisi kismat ne ki hai thitholi

mere dil ki jali hai aaj holi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

aise gaw me ek bhola bhala kulwant tha

bhala kulwant tha

sadachari sewa bhari man ka sadhu sant tha

sadhu sant tha

uski ek menka ne papi dust kholi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

mere dil ki jali hai aaj holi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

nadi par us nagan ne jaal bichaya

jaal bichaya

nach gaan se logo ko diwana banaya

diwana banaya

fash gayi jaal me uske janta bholi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

mangne jawab gaya wo chali naritiki ne chal

chali naritiki ne chal

shringar ki andhi me fansa panchi behal

fansa panchi behal

kate pankh chalai aisi goli

kaisi kismat ne ki hai thitholi

mere dil ki jali hai aaj holi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

hui bhang uski tapasya kahi ka raha na wo

kahi ka raha na wo

abhakt patan ki sima thi

hua bhrasth aisa wo hua bhrasth aisa wo

uski kutto ke jaisi halat holi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

kaise bolu kaleja

apne hi karmo se ye durdasha banai

durdasha banai

apne hi hatho apni chita hai rachai

chita hai rachai

aaj arthi bani hai meri doli

aaj arthi bani hai meri doli

kaisi kismat ne ki hai thitholi

kaisi kismat ne ki hai thitholi

Explore this song