Roman script

ye aawara ratein 

ye khoi si batein 

ye uljha sa mausam 

ye nazro ki batein

kahan aa gaye hum 

kahan ja rahe the

kahan aa gaye hum 

kahan ja rahe the

ye nagan se balkhaye 

ye khyawo ke saye 

ye chhitke se tare jo 

palko pe chhaye 

kahan aa gaye hum 

kahan ja rahe the

ye aawara ratein 

ye khoi si batein 

ye uljha sa mausam 

ye nazro ki batein kahan aa gaye hum

ye soyi si galiyan 

ye kumlaai si kaliyan 

ye aankho ke bhanware 

kare rang raliya 

kahan aa gaye hum 

kahan ja rahe the

ye aawara ratein ye khoi si batein 

ye uljha sa mausam 

ye nazro ki batein kahan aa gaye hum  

ye bikhri si hawaye 

ye tuti si aahen 

bhulaye sabhi ko 

nazro ki bahaye 

kahan aa gaye hum

kahan ja rahe the

kahan aa gaye hum

kahan ja rahe the

Explore this song