Roman script

ijhar karti hai diwanagi ka 

ijhar karti hai diwanagi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

koi dil churaye na aise kisi ka 

koi dil churaye na aise kisi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

meri jaan ulfat ke sapne sajake 

jara dekh le mujhko palke uthake 

meri jaan ulfat ke sapne sajake 

jara dekh le mujhko palke uthake 

na jao meri bekarari badha ke 

ke aaya hai mousam sanam dosti ka 

ke aaya hai mousam sanam dosti ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

salame mohabbat subaho sham aaya 

nigaho se chahat ka paigam aaya 

salame mohabbat subaho sham aaya 

nigaho se chahat ka paigam aaya 

ishara dilo ke bade kaam aaya 

ikrar karti hai dil ki lagi ka 

ikrar karti hai dil ki lagi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

ijhar karti hai diwanagi ka 

koi dil churaye na aise kisi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka 

ye aankhe hai aaina meri jindagi ka

Explore this song