Roman script

ajmara faate amal matlab kaam ke anjaam se

gaafil masha yaane gaafil na ho

gandumaj gandum bijoyad gehu se 

gehu geoye joj joj jor se jo

allaahu allaahu allaahu

hey yaaron pe kurbaan hone yaar aaye hai 

hey yaaron pe kurbaan hone yaar aaye hai 

dushmano ko karne girftaar aaye hai 

dushmano ko karne girftaar aaye hai 

kaho aamin jhummamin jhummamin

kaho aamin jhummamin jhummamin  

allaahu allaahu allaahu

hey apne muh se apni taarif kya kare

badmaashon ne ghera sharif kya kare

apne muh se apni taarif kya kare

badmaashon ne ghera sharif kya kare

main hu himaalay to yeh hai samundar

ek jaan aadhi aadhi dono ke andar

yeh hai parwaaz main parinda hu 

yeh jo jinda hai main bhi jinda hoon

koyi hum dono ko juda na kare 

juda hum ho kabhi khuda na kare

hote hamaare ho nahi sakti yaari ki tauhin

kaho aamin jhummamin jhummamin 

kaho aamin jhummamin jhummamin 

allaahu allaahu allaahu

hey yaaron pe kurbaan hone yaar aaye hai 

yaaron pe kurbaan hone yaar aaye hai 

dushmano ko karane girftaar aaye hai 

dushmano ko karane girftaar aaye hai 

kaho aamin jhummamin jhummamin 

kaho aamin jhummamin jhummamin 

allaahu allaahu allaahu

hey rakhoge apne aap ko kab tak sambhaal ke

le jaayenge hum aankh se kaajal nikaal ke

rakhoge apne aap ko kab tak sambhaal ke

le jaayenge hum aankh se kaajal nikaal ke

chadhti jawaani chhupti nahi parde daal ke

pardon ko chir denge hum hai kamaal ke

kya kya kar sakte hai dikhalaane aaye hain

majlumon ko jaalim se bachaane aaye hain

le jaayenge hum tumko le jaane aaye hai

sarkaari kangan tumko pehnaane aaye hai

haay aankh nichi hai sharmsaaron ki 

bolti bolti band gunehgaaron ki

daal na gal saki makkaaron ki 

pol khul hi gayi gaddaaron ki

hawas mein jaise girftaar badan 

jaise suraj mein girftaar kiran

jaise tufaan mein girftaar chaman 

kabrr mein jaise girftaar kafan

hawas mein jaise girftaar badan 

jaise suraj mein girftaar kiran

jaise tufaan mein girftaar chaman 

kabrr mein jaise girftaar kafan

hogi na dushman ke abhi pairon tale jamin

kaho aamin jhummamin jhummamin 

kaho aamin jhummamin jhummamin 

allaahu allaahu allaahu

yaaron pe kurbaan hone yaar aaye hai 

yaaron pe kurbaan hone yaar aaye hai 

dushmano ko karne girftaar aaye hai 

dushmano ko karne girftaar aaye hai 

kaho aamin jhummamin jhummamin

kaho aamin jhummamin jhummamin  

allaahu allaahu allaahu allaahu allaahu allaahu

Explore this song