Roman script

yaha koi nahi tera mere siwa 

kahti hai jhumti gati hawa

tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao

tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao

tere man ki uljhane suljhana chahta hu

tere man ki uljhane suljhana chahta hu

tum aaj se apni mai banana chahta hu

man ke sunhare mandir me bithana chahta hu

yaha koi nahi tera mere siwa 

kahti hai jhumti gati hawa

tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao

tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao

badal bhi banke pani ek din barasta hai

badal bhi banke pani ek din barasta hai

loha bhi dhalke aag me ek din to pighalta hai

jis dil me ho mohabbat ek din to tadapta hai

jis dil me ho mohabbat ek din to tadapta hai

yaha koi nahi tera mere siwa 

kahti hai jhumti gati hawa

tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao

tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao

Explore this song