Roman script

yaha se waha tak samandar samandar 

agan si lagi hai 

kahi dil ke andar bhiga 

bhiga bhiga sama hai 

mohobat bhi jawa hai 

bhiga bhiga sama hai 

mohobat bhi jawa hai 

khayalo pe hai chai mastiya 

yaha se yaha se waha tak waha tak 

samandar samandar samandar

samandar samandar samandar

samandar samandar samandar samandar 

mausam ki aawargi aawara kar gai

sene me ehsaas ka ek shola bhar gai 

mausam ki aawargi aawara kar gai

sene me ehsaas ka ek shola bhar gai 

lamha bhi badguma hai

madhoshi bhi rawa hai

lamha bhi badguma hai

madhoshi bhi rawa hai

khayalo pe hai chayi mastiya haye

deti hai bechainiya chahat ki bijliya 

dil chahe ke chum lu hotho ki titliya

deti hai bechainiya chahat ki bijliya 

dil chahe ke chum lu hotho ki titliya

suhani dasta hai na duri darmiya hai

suhani dasta hai na duri darmiya hai

khayalo pe hai chayi mastiya

yaha se waha tak samandar samandar 

agan si lagi hai 

kahi dil ke andar

yaha se waha tak samandar samandar

Explore this song