Roman script

ye sach hai ae jaha waalo hume jina nahi aaya

mare ham sau baar jite ji magar marna nahi aaya

ye sach hai ae jaha waalo

badi aasan thi raahe naa manjil koi mushkil

magar aasaan raaho par hume chalna nahi aaya

hume chalna nahi aaya

ye sach hai ae jaha waalo hume jina nahi aaya

ye sach hai ae jaha waalo

sisakati raat ke saayo me jab kho jayenge hum bhi

shama jal-jal ke puchhegi vo parvana nahi aaya

vo parvana nahi aaya

ye sach hai ae jaha waalo hume jina nahi aaya

ye sach hai ae jaha waalo

Explore this song