Roman script

ye ishk hai kya ek rog bura 
ye ishk hai kya ek rog bura 
na bhukh lage na pyas lage koyi dard ho sah lena
kisi ko dil naiyo dena, kisi ko dil naiyo dena

dil me karar nahi nind gayi aankho se
mujhko to bandh liya pyar ki salakho se
dil me karar nahi nind gayi aankho se
mujhko to bandh liya pyar ki salakho se
ab na jina lage, kya hoga aage
katati na rate, jhoti hai baate
sare duhkho ki sathi yahi hai dava
ye ishk hai kya ek rog bura 
ye ishk hai kya ek rog bura 
na bhukh lage na pyas lage koyi dard ho sah lena
kisi ko dil naiyo dena, kisi ko dil naiyo dena
kahte hai log mujhe ye badi diwani hai
chahto ke naam meri sari jindgani hai
kahte hai log mujhe ye badi diwani hai
chahto ke naam meri sari jindgani hai
jane do chodo, vada na todo
lagati ho pagal, thamo ji aanchal
dekho karo na mujhse aisi khata
ye ishk hai kya ek rog bura 
ye ishk hai kya ek rog bura 
na bhukh lage na pyas lage koyi dard ho sah lena
kisi ko dil naiyo dena, kisi ko dil naiyo dena
kisi ko dil naiyo dena, kisi ko dil naiyo dena
kisi ko dil naiyo dena, kisi ko dil naiyo dena
kisi ko dil naiyo dena, kisi ko dil naiyo dena

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu

actor: Karishma Kapoor, Sunil Shetty