Roman script

ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate

tumhari yaad me jeete, tumhare gam me mar jate

ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate

ye duniya dubati tufan aata is qayamat ka

ha ye duniya dubati tufan aata is qayamat ka

agar dum bhar ko aankho me meri aansu thahar jate

ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate

tumhari yaad aa aakar mere nashtar chubhoti hai

mere nashtar chubhoti hai

magar na dil ke sare zakhm itne din me bhar jate

magar na dil ke sare zakhm itne din me bhar jate

ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate

kahan tak dukh uthaye

kahan tak dukh uthaye teri furqat aur judai ke

teri furqat aur judai ke

agar marna hi tha ek din, na kyun phir aaj mar jate

agar marna hi tha ek din, na kyun phir aaj mar jate

ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate

Explore this song