Roman script

yaad nahi, yaad nahi

yaad nahi kya kya dekha tha

yaad nahi kya kya dekha tha

sare manjar bhul gaye

yaad nahi kya kya dekha tha

sare manjar bhul gaye

uski galiyo se jab laute

apna bhi ghar bhul gaye

yaad nahi, yaad nahi

khub gaye pardes, ke apne

diwaro dar bhul gaye

khub gaye pardes, ke apne

diwaro dar bhul gaye

shish mahal ne aisa ghera

mitti ke ghar bhul gaye

uski galiyo se jab laute

apna bhi ghar bhul gaye

yaad nahi, yaad nahi

tujhko bhi jab apni kasme

apne vaade yaad nahi

tujhko bhi jab apni kasme

apne vaade yaad nahi

hum bhi apne khaab

teri aankho me rakhkar bhul gaye

uski galiyo se jab laute

apna bhi ghar bhul gaye

yaad nahi, yaad nahi

mujhko jinhone katal kiya hai

koi unhe batlaye na ji

mujhko jinhone katal kiya hai

koi unhe batlaye na ji

meri lash ke pahlu me

wo apna khanjar bhul gaye

uski galiyo se jab laute

apna bhi ghar bhul gaye

yaad nahi kya kya dekha tha

sare manjar bhul gaye

uski galiyo se jab laute

apna bhi ghar bhul gaye

yaad nahi, yaad nahi

yaad nahi, yaad nahi

Explore this song