Roman script

yaaro o yaaro ho, ye dil tumhara pagal nahi hai

rahat ise kyu ek pal nahi hai, yaaro o yaaro ho

koi jaane to kaise jaane to kaise saathiya

koi jaane to kaise jaane to kaise saathiya

yahi gaati hu mai, gungunaati hu mai din raat

yaaro o yaaro ho, ye dil tumhara pagal nahi hai

rahat ise kyu ek pal nahi hai

ye dil tumhara pagal nahi hai

rahat ise kyu ek pal nahi hai yaaro

yaaro yaaro yaaro

hame sagar-e-ishq ki lehro pe chalke jana hai paar

hame sagar-e-ishq ki lehro pe chalke jana hai paar

itna aasan nahi chahto ka safar mere yaar

yaaro o yaaro ho, yaaro o yaaro ho

tere baajo, tere baajo, tere baajo

tere baajo, tere baajo, tere baajo

ha yaado me aaye, aaye jo aaye baar baar

dil ki aadat bane jo ibadat bane wo hai pyaar

yaado me aaye, pal pal sataye baar baar

dil ki aadat bane jo ibadat bane wo hai pyaar

ye dil jo mera pagal hua hai

ye to kisi ke dil ki dua hai

ye dil jo mera pagal hua hai

ye to kisi ke dil ki dua hai

yaaro o yaaro ho, yaaro o yaaro ho

yaaro yaaro yaaro

Explore this song