Roman script

alvida yaara alvida, ho rahe tumse hum juda

le chale saare gam tere, khush rahe yaara tu sada

tumse bhi zyaada hongi, ab yade pyariya

hum dono ki hai, apni apni lachariya

ab hanste hanste tumpe le khushiya vaariya 

marz bhi hai deti, chain bhi hai deti

dard bhi hai deti, jaan bhi hai leti, yaariya

na chhod e yaariya, na chhod e yaariya, na chhod e yaariya 

ab jine ko jaane ko na koi raasta

tanhaaiyo se hoga ab dil ka vaasta

hum khud hi khudko ab to kar denge laapata

maan le tu aise, hai zara bhole se

jaante hai waise hai nibhani kaise yaariya

na chhod e yaariya, na chhod e yaariya 

yaariya yaariya  

yaari yaari har koi karda ve 

yaari yaari har koi har koi karda ve karda ve  

yaari de bas jo peh jaave wo pagla woh jhalla ve

tumse bhi zyaada hongi, ab yade pyariya

hum dono ki hai, apni apni lachariya

ab hanste hanste tumpe le khushiya vaariya 

marz bhi hai deti, chain bhi hai deti

dard bhi hai deti, jaan bhi hai leti, yaariya

na chhod e yaariya, na chhod e yaariya

yaariya yaariya

Explore this song