Roman script

yahi thik hai hum aajhaad hai 

hamaari mehfil aabaad hai

haseena ik nahi kayi barbaad hai

woh bhi hamase aajhaad hai

sunate rehana dil ki sada, jite rehana ki hai ada

duniyadaari karte rahe, saari duniya

yaaron ke paas hi hai naye jamaane

yaar mil jaaye kahin jine ke bahaane

yaarana yaarana tanhaayi

afsaana afsaana toh ban hi jaaye

tej hai nazar khuli aawaaz hai, milane ke andaaj hai

sunate rehana dil ki sada, jite rehana bhi hai ada

saari duniya phere nazar, yaar toh hai na

yaaron ke paas hai naye jamaane

yaar mil jaaye kahin jine ke bahaane

yaarana yaarana tanhaayi

afsaana afsaana tanhaayi

yaarana yaarana tanhaayi

afsaana afsaana ho o ban hi jaaye

Explore this song