Roman script

mere dil ki baato me meri hi saaso me

ek teri yaado ki ye jo kahani hai

kaise batau mai kya samjhau mai

ek teri chahat se dil mera dhadka hai

mere dil ki baato me meri hi saaso me

ek teri yaado ki jo kahani hai

kase batu mai kya samjhau mai

ek teri chahat se dil mera dhadka hai

tujh ko lagata hai mere lab pe tera naam nahi

ho tu kya jaane mujhe iss ke siwa kuch kaam nahi

mera dil ye kabutar bole tere aage pichhe dole

hai pyar ki entaryo par tu aaja hole hole

ek mai jawan baki sab buddhe sab buddhe

ek dil jawan baki sab buddhe sab buddhe 

ek mai jawan baki sab buddhe sab buddhe

ek dil jawan baki sab buddhe sab buddhe

dekho jara ladki hai ya bala jo dekhe usko ho jaye fida 

dil mujhko de aur jaa bhi mujhko de

rab se karta hu mai yahi dua

teri aakho ne pagal kiya pagal kiya 

oo ho teri hi aahat se dhadka jiya 

saaso ki sargam se sine ki dhadkan se

teri wafao mai chalti jawani hai

kaise batau mai kya samjhau mai

ek teri chahat se dil mera dhadka hai

ek mai jawan baki sab buddhe sab buddhe

ek tu jawan baki sab buddhe sab buddhe

ek mai jawan baki sab buddhe sab buddhe

ek tu jawan baki sab buddhe sab buddhe

wo jane jaa dil ki hai sada ho mil ke phir kabi na juda

ek duje mai kho jaye iss kadar ki dur na kar paye khuda

teri hi baaho me nikale ye jaan

tujhse shuru aur khatam ho dono jaha

teri jo chahat hai rab ki ye nayat hai

teri ibadat me sajde mai karta hu

kase batu mai kya samjhau mai

ek teri chahat se dil mera dhadka hai

tujh ko lagata hai mere lab pe tera naam nahi

ho tu kya jaane mujhe iss ke siwa kuch kaam nahi

tu kahe bich khoya mera dil hole se bola

tujhe karti hu mai handse mera wait karo tum thoda

ek mai jawan baki sab buddhe sab buddhe

ek tu jawan baki sab buddhe sab buddhe

ek mai jawan baki sab buddhe sab buddhe

ek tu jawan baki sab buddhe sab buddhe

Explore this song