Roman script

yaara teri galiyon me yaadein huyi awara

yaara teri galiyon me yaadein huyi awara

rag rag behaki ankhein gar gar behki yaadein 

rag rag behaki ankhein gar gar behki yaadein 

soyi soyi har galise uth rahi hai sard sasein

bhegi raatein ya aayi raaton mein  

ha dil kisi ne haara

yaara teri galiyon mein yaadein huyi awara

teri gali mein yaara kab se bhatak raha hu

tu chilmano ke piche mein bepard jal raha hu

hai dar badar fakiri tera hu bas tera hu 

lake yahi tamann ji ji ke mar raha hu 

chuti chuti jaye rahe ruthi ruthi jaye sadayein

us atariya tera manjar ek lehar see uth rahi hai

dil ke andar yaara tere kuche pe tuta hai koi taara

yaara teri galiyon mein yaadein hayi awara 

mangu khuda se ab kya

ek sab fasal ki payi

kaise katin thi rahe kitne thake the raahi

sehere mein thi awaze

deti na par na dikhayi 

dariya mein uthati moje moje se ashnayi

sehra sehra teri ankh dariya dariya teri chahat

badaloka ashiyana baras jana

kya hasna kya haqiqat

yaara teri galiyon mein yaadein hayi awara

Explore this song