Roman script
yaara o yaara tujhse mila mujhe jine ka isara tune meri shahmi si hasti ko ubhara tu meri jaan tujh pe kurban meri har sanspe hai tera ahsan kaise jayega ubhara sahiba sahiba tujhsa nahi koi dunia me pyara tu hi meri mazil tu hi sahara dil ke mehman kahna mera maan dil ke tahkhane se pyari lagi shan jaldi aana tum dobara sahiban pehan liya maine tere pyar ka gahana pehan liya maine tere pyar ka gahana mushkil hai ab tere bin rahna naino se kah de din rat na kahna naino se kah de din rat na kahna prit me padta hai birha bhi sahna sahiban, sahiban kal kya hoga kuch na vichara sawariya ban tu roop ye sawara dil ke mehman kahna mera maan dil ke tahkhane se pyari lagi shan jaldi aana tum dobara sahiban, sahiban lage rahe pehare tuti na zanjire lage rahe pehare tuti na zanjire kar kar hara main to sab takdire n jane chahat ki kaise he takdire n jane chahat ki kaise he takdire bichad diya ye sada ranjho se hire yaara o yaara main sagar tu nadiya ki dhara hoke rahega sada milan hamara sun meri jaan tujhpe kurban meri har sans pe hai tera ehsan kaise jayega gujara sahiban, sahiban tujhsa nahi koi dunia me pyara tu hi meri mazil tu hi sahara dil ke mehman kahna mera maan dil ke tahkhane se pyari lagi shan jaldi aana tum dobara sahiban yaara sahiban yaara sahiban
Song details
- Singer: Suresh Wadkar
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Ram Teri Ganga Maili (1985)
- Composer: Ravindra Jain
- Lyricist: Ravindra Jain
- Actor: Rajeev Kapoor
- Actor: Mandakini
- Actor: Divya Rana
- Actor: Raza Murad
- Actor: Saeed Jaffrey
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Kamal Deep
- Actor: Gita Siddharth
- Actor: Sushma Seth
- Actor: Urmila Bhatt
- Actor: A K Hangal
- Actor: Rajesh Vivek
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Tom Alter
- Actor: Krishan Dhawan
- Actor: Jagdishraj
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Javed Khan
- Actor: Trilok Kapoor
- Actor: Jairaj
- Actor: Vishwa Mehra
- Actor: Reshma
- Actor: C S Dube
- Actor: Nandini
- Actor: Raj Rani
- Actor: Gautam Sarin
- Actor: Monty
- Actor: Hashmi
Song video
singer: Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar
actor: Mandakini, Rajiv Kapoor