Roman script

yaar pyar ho gaya, kuch to yaar ho gaya
tutkar ye badan bajuo me teri zare zar ho gaya

yaar pyar ho gaya
zara band kar lo khuli khidkiyo ko, mai parde gira du sanam 
jo tere mere bich mai aa gayi hai, wo duri mita du sanam 

chamtkar ho gaya, kuch to yaar ho gaya
tutkar ye badan bajuo me teri zare zar ho gaya
pyar pyar ho gaya
mera jism chhuke mohabbat ki loh se, bahakta hai mera badan  
sulgti hai sanse bahkte hai, arma mahkta hai mera badan 

kya khumar ho gay, ha kuch to yaar ho gaya
tutkar ye badan bajuo me teri zare zar ho gaya
yaar pyar ho gaya, kuch to yaar ho gaya
tutkar ye badan bajuo me teri zare zar ho gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Abhijeet, Alisha Chinai