Roman script

ya ya ya yaar

yaar kapda shandar hai

o yaar kapda shandar hai

sile wale ne kiya kamal

silayi shandar nahi yaar

na kapda shandar na silayi shandar

jisne isko pahna hai

wo ladki shandar hai

wo ladki shandar hai

yaar wo ladki shandar hai

imandar hai badi jaandar hai

yaar ladki shandar hai

laali se bhi laal uske honth

par laali lagaye na

par laali lagaye na

kaali raat se kaali uski aankh

par kajal rachaye na

par kajal rachaye na

sangemarmar se bhi gori

sangemarmar se bhi gori

powder wo lagaye na

powder wo lagaye na

isliye tu kahta hu ke kudi kudi

kudi shandar hai

ye kudi shandar hai

yaar kudi shandar hai

imandar hai badi jaandar hai 

o yaar ladki shandar hai

bees baras is dil ko pala

ek najar me le gayi

dekhte hi rah gaye hum yaaro

ye gayi aur wo gayi

ye gayi aur wo gayi

khopdi ma likhlo yaaro

copy me likhlo yaaro

su le gayi kya de gayi

kya le gayi su dei

isiliye to kahta hu

ke maniben ke maniben 

o sorry ahamdabad

ye pyari shandar hai

ye dulari shandar hai

shyam ladki shandar hai

o yaar hu hu o yaar hu hu 

o yaar hu hu shandar hai

jab chalti hai baanki baanki chaal

dil karta hai yu yu yu

dil karta hai yu yu yu

bikhraye jab laila jaise baal

ban jate hai sab majnu

ban jate hai sab majnu

laila laila pukaru main ban me

meri laila basi mere man me

laila laila pukaru main ban me

meri laila basi mere man me

o laila bhi ek chhori thi

aur ye bhi chhori hai

fark itna hai yaaro

laila kaali thi ye gori hai

laila kaali thi ye gori hai

are isliye to kahta hu

ye mem ye mem nahi yaar

gauri shandar hai

ye gauri shandar hai

thappad thappad 

yaar ladki thanedar hai

o yaar ladki thanedar hai

o yaar ladki shandar hai

imandar hai badi jaandar hai 

yaar ladki shandar hai

o yaar ladki shandar hai

Explore this song