Roman script

mujhse lipta tha 

dupatte ki tarah mera sanam

mujhse lipta tha 

dupatte ki tarah mera sanam

meri chahat ke talabgar ne

sone na diya

meri chahat ke talabgar ne

sone na diya

pyar hi pyar kiya 

pyar hi pyar kiya

pyar ne sone na diya

yaar ko maine, mujhe yaar ne

sone na diya

yaar ko maine, mujhe yaar ne

sone na diya

uski angdayi ne 

kya kya na kayamat dhayi

uski angdayi ne 

kya kya na kayamat dhayi

dhadkano ki badhi raftar ne

sone na diya

dhadkano ki badhi raftar ne

sone na diya

pyar hi pyar kiya ho

pyar hi pyar kiya

pyar ne sone na diya

yaar ko maine mujhe yaar ne

sone na diya

yaar ko maine mujhe yaar ne

sone na diya

Explore this song