Roman script

mere har chah mein ae sanam tum ho 
mere har khvab mein ae sanam tum ho 
tere bin sab lage mujhe tanha 
kyun gujrata nahi ek lamha 
bin tere ab nahi mujhko jina o mere hiro 
mere har chah mein ae sanam tum ho 
karun sajda tera main yu yara
tu lagata khuda se bhi pyara
housala hai mera sath tere 
fasalo se hai darta jiya
dil mein hai bas yahi ek arma
bahon se mere jaye kahi na
bin tere ab nahi mujhko jina o mere hiro 
mere har chah mein ae sanam tum ho 
tum ho to har raaj ka hai 
har mod se vasta 
din niklata hai tere hi dam se 
sang tere hi chalnae lga
tumse hai meri jaa meri duniyan
bas yahi mujhko hai tumse kahana
bin tere ab nahi mujhko jina o mere hiro 
mere har chah mein ae sanam tum ho

Song details

Song video

Watch on YouTube