Roman script

yar ki gali me pukare chale gaye

hum yar ki gali me pukare chale gaye kya 

bartan kalai karalo bartan kalai karalo 

bartan kalai karalo bartan kalai karalo 

aashek hai hum nekhatu hamko na dekho bhalo

bartan kalai karalo bartan kalai karalo 

tere kuche me bin jute 

watan se chal ke aaya hu

mai dil ki har tamanna 

asli ghee me tal ke laya hu

nakam hoke teri gali se na jaunga

din rat tere hi ghar ke chakkar lagaunga

badnam ho gaya to koi gum nahi mujhe

mai aasheko ki list me to aa hi jaunga

kahta rahunga mai yahi jab tak hu kuwara

bartan kalai karalo bartan kalai karalo 

aashek hai hum nekhatu hamko na dekho bhalo

bartan kalai karalo bartan kalai karalo 

ek tera sahara ek tera sahara

ek tera sahara ek tera sahara

dunia yahi chahti hai mai rah jau kuwara

ek tera sahara agar pyar tere dil me hai 

tu ghar chhod ke aaja

tu khidki ya darwaje sabhi tod ke aaja

diwana tera dekh le marne ko chala hai

aaja ke yahi waqt hai tu daud ke aaja

kuche me tere aake lagaya hai ye nara

bartan kalai karalo bartan kalai karalo 

aashek hai hum nekhatu hamko na dekho bhalo

bartan kalai karalo bartan kalai karalo

Explore this song