Roman script

yaar ki gali din bahar ka haye 

aa gaya maza aaj pyar ka haye 

yaar ki gali din bahar ka haye 

aa gaya maza aaj pyar ka haye 

yaar ki gali din bahar ka haye 

aa gaya maza aaj pyar ka haye 

yaar ki gali din bahar ka haye 

aa gaya maza aaj pyar ka haye 

ek teri nazar hai ek meri nazar hai

ek teri nazar hai ek meri nazar hai

bich me nahi ab yaar koi 

parda hai na diwar koi

bas isi ka to intzaar tha haye

aa gaya maza aaj pyar ka haye 

baat chup chup ke meri jaa kar nahi 

raaz apna hai kisi ka dar nahi 

baat chup chup ke meri jaa kar nahi 

raaz apna hai kisi ka dar nahi 

pyaar karle aaj dil khol ke aa 

roz dilbar kahan milega aisa haseen mauka 

haath se mila haath aaj to haay 

aa gaya maza aaj pyar ka haye 

dil tera bhi pyasa dil mera bhi pyasa 

dil tera bhi pyasa dil mera bhi pyasa 

yu dube mohabbat me jani 

ke sir se gujar jaye pani

kis kadar ye dil bekarar tha haye 

aa gaya maza aaj pyar ka haye 

yaar ki gali din bahar ka haye 

aa gaya maza aaj pyar ka haye

Explore this song