Roman script

yar jinhe tum bhul gaye ho
yar jinhe tum bhul gaye ho
wo din yad karo 
wo din yad karo 
wo din yad karo 
wo din yad karo 
yar jinhe tum bhul gaye ho
wo din yad karo 
wo din yad karo 
chand gagan se jhak raha tha
yad karo ye jab tumne kaha tha
jaise ye sach hai ki ye hai sitare
waise ye sach hai ki hum hai tumhare
wo din yad karo 
wo din yad karo
yar jinhe tum bhul gaye ho
wo din yad karo 
wo din yad karo 
bikhar gayi armano ki kaliya
ujad gayi bas sapno ki galiya
bhul gaye ho tum wade kasme
tod di sari pyar ki rasme
wo din yad karo 
wo din yad karo
yar jinhe tum bhul gaye ho
wo din yad karo 
wo din yad karo

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Nanda, Sanjay Khan