Roman script

yaadon ko bas wo yaad hai

khwaabon mein uska hi khwaab hai 

yaadon ko bas wo yaad hai

khwaabon mein uska hi khwaab hai 

na jagta hu, na sota hu

raaton mein uthke rota hu

aankhon mein bas barsaat hai

jo chala gaya mujhe chhodke

wo aaj bhi dil ke paas hai

jo chala gaya mujhe chhodke

wo aaj bhi dil ke paas hai

yaadon ko bas wo yaad hai

din nahi katata hai, raat ye bojhal hai

aise haalato me, zindagi mushkil hai

wo puraani baatein, hai jehan mein ab bhi

jal rahi hai saanse, us jalan mein ab bhi

na jee paau, na mar paau

sine mein wo jajbaat hai

jo chala gaya mujhe chhodke

wo aaj bhi dil ke paas hai

jo chala gaya mujhe chhodke

wo aaj bhi dil ke paas hai

yaadon ko bas wo yaad hai

ab to deewaro se, baat karta hu main

mera kal kya hoga, isse darta hu main

jis tarah ek pal mein, wo khafa ho baitha

pyaar karte karte, bewafa ho baitha

na main jaanu, na dil jaane 

bas wo jaane, kya raaz hai

jo chala gaya mujhe chhodke

wo aaj bhi dil ke paas hai

jo chala gaya mujhe chhodke

wo aaj bhi dil ke paas hai

yaadon ko bas wo yaad hai

khwaabon mein uska hi khwaab hai 

na jagta hu, na sota hu

raaton mein uthke rota hu

aankhon mein bas barsaat hai

jo chala gaya mujhe chhodke

wo aaj bhi dil ke paas hai

jo chala gaya mujhe chhodke

wo aaj bhi dil ke paas hai

Explore this song