Roman script

miloo kya judha reh rahe hai

kahu kyaa khafaa reh rahe hai

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai 

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai 

miloo kya judha reh rahe hai

kahu kyaa khafa reh rahe hai

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai

chehra woh mujse chupane lage hai

aur dooriyaa wo badaane lage hai

rukte nhi ab aankho se aansu 

kuch is tarah wo rulane lage hai 

neende udake wo so reh rahe hai

aur ajnabi se wo ho rahe hai 

jab ye kaha ki ek baar mil ke

tumko bata du mai haal dil ke

kabhi mujse haa keh rahe h 

kabhi mujse naa keh rahe h 

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai

tode hai waade badle iraade

rab hi ye jaane kya hoga aage 

ab jaan lo yeh ab jaan lenge 

kamjor hote rishto ke dhaage 

tanhaaiyo ne toda hai mujhko

us bewafaa se aur joda hai mujhko

naa chah kr bhi use dhundhta hoon

uske hi ghar se uska pata puchta hoon

kabhi woh yahaa reh rahe hai  

kabhi woh wahaa reh rahe hai  

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai

milu kya judha reh rahe hai

kahu kyaa khafa reh rahe hai

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai 

khud bewafaai kar rhe wo 

aur mujhe bewafaa keh rahe hai 

mujhe bewafaa keh rahe hai 

mujhe bewafaa keh rahe hai 

mujhe bewafaa keh rahe hai

Explore this song