Roman script

yado ki baaraat nikali hai aaj dil ke dware

dil ke dware dil ke dware

sapano kee shehnai bite dino ko pukare dil ke dware

ho chhedo tarane milan ke pyare pyare sang hamare

yado ki baaraat nikali hai aaj dil ke dware

dil ke dware dil ke dware

sapano kee shehnai bite dino ko pukare dil ke dware

ho chhedo tarane milan ke pyare pyare sang hamare

badale naa apna ye aalam kabhee

jivan me bichhdenge naa ham kabhee

badale naa apna ye aalam kabhee

jivan me bichhdenge naa ham kabhee

yu bhi jaaoge aakhir kaha hoke hamare

yado ki barat nikali hai aaj dil ke dware dil ke dware

aage bhi hoga jo uska karam

ye din to manayenge har saal ham

apne aangan naache gayenge chanda sitare

yado ki barat nikali hai aaj dil ke dware dil ke dware

Explore this song