Roman script

lamaho ka yu aana yaado mei reh jaana

kuchh kehna phir bhi na keh paana

lamaho ka yu aana yaado mei reh jaana

kuchh kehana phir bhi na keh paana

jina mushkil hai yu jina 

jina mushkil hai yu jina

jaaye kaha ye raasta 

jaaye kaha ye raasta

kal tak tha main to anjaana

khud ko hi mene na pehchana 

kal tak tha main to anjaana

khud ko hi mene na pehchaana

meri jindagi meri jindagi hai do jakhm mene ye jaana 

meri jindagi meri jindagi hai do jakhm mene ye jaana

jina mushkil hai yu jina 

jina mushkil hai yu jina

jaaye kaha ye raasta 

jaaye kaha ye raasta

ik pal mei aisa ho jaaye jindagi meri badal jaaye 

ik pal mei aisa ho jaaye jindagi meri badal jaaye 

meri ummid meri ummid kaash puri ho jaaye 

meri ummid meri ummid kaash puri ho jaaye

jina mushkil hai yu jina 

jina mushkil hai yu jina

jaaye kaha ye raasta 

jaaye kaha ye raasta

Explore this song