Roman script

tum ko pukarti hai partap ki kahaniya 

tum ko pukarti hai wo padmani si raniya

tum ko pukarti hai partap ki kahaniya 

aah naa ki parwaah naa ki 

aakhir tak apni jaanki 

usne dikhala di duniya ko 

kya unchai insaan ki 

usne dikhala di duniya ko 

kya unchai insaan ki 

aise veero ke karan

dharti tiki hui bhagwan ki 

amar rahegi amar kahani 

amar ke is balidan ki 

amar ke is balidan ki 

amar ke is balidan ki 

amar rahegi amar kahani 

amar ke is balidan ki

Explore this song