Roman script

yaad piya ki aaye

kaisa tha wo vaada kaise nibha rahi ho

tere bin kaise rahu main kyu dur jaa rahi ho

hamne tumko jo diya tumne bhula diya

tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya

tum wahi ho meri jaan ho vaada kiya tha meri rahogi

taaron ki jhilmil chaandni raate labon se labon ki wahi mulakaate

sadiyo se hai purani teri meri kahaani

yaad karo tum sajna tu hai meri zindgaani

kaisa tha wo vaada kaise nibha rahi ho

tere bin kaise rahu main kyu dur jaa rahi ho

hamne tumko jo diya tumne bhula diya

tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya

baali umariya suni re dagariya joban beeta jaaye haye raam 

kitne kareeb the sard hawa me zulfe sawaari baaho ne thaame

mujhse ruthna tera fir se mera manana

yaad karo tum sajna mujhme tera samana

kaisa tha wo vaada kaise nibha rahi ho

tere bin kaise rahu main kyu dur jaa rahi ho

tum wahi ho meri jaan ho vaada kiya tha meri rahogi

kaisa tha wo vaada kaise nibha rahi ho

tere bin kaise rahu main kyu dur jaa rahi ho

hamne tumko jo diya tumne bhula diya

tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya

kaisa tha wo vaada kaise nibha rahi ho

tere bin kaise rahu main kyu dur jaa rahi ho

yaad piya ki aaye

Explore this song